Wednesday, 30 January 2013

Purani Jeans By Ali Haider

Purani Jeans Aur Guitar (Ali Haider) :-

Strumming Pattern :

| D U DUD U |

Purani (C)Jeans, Aur (Am)Guitar
Mohalle (F)Ki Vo Chhat, Aur Mere (C)Yaar

Vo Raato (C)Ko, Jaag(Am)Na,
Subah Ghar, (F)Jaana, Kood Ke Dee(C)War

Vo Cigarette (C)Peena, Gali Me (Am)Jaake
Wo Karna (F)Daanto Ko, Ghadi Ghadi (C)Saaf

Pahunchna (C)College Hamesha (Am)Late,
Vo Kehna (F)Sir Ka, "Get Out From The (C)Class!"

Vo Bahar (C)Jaake Hamesha (Am)Kehna,
Yahan Ka (F)System, Hi Hai Kha(C)Raab

Vo Jaake (C)Canteen Me, Table Ba(Am)Jaake
Vo Gaane (F)Gaana, Yaaron Ke (C)Saath

Bas (C)Yaade, Yaade, Yaade Reh Jaa(Am)Ti Hai
Kuch (G)Chhoti, Choti, (Am)Baate Reh Jaati Hai
Bas (C)Yaadein..

Vo Papa (C)Ka, Daant(Am)Na,
Vo Kehna (F)Mummy Ka, Chhodein Ji (C)Aap

Tumhe To (C)Bas, Nazar Aa(Am)Ta Hai
Jahan Me (F)Beta, Mera Hi Kha(C)Raab

Vo Dil Me (C)Sochna, Kar Ke Kuch Di(Am)Kha De
Vo Karna (F)Planning, Roz Nayi (C)Yaar

Ladakpan (C)Ka, Vo Pehla (Am)Pyaar
Vo Likhna (F)Haathon Pe, A + (C)R

Vo Khidki (C)Se, Jhaank(Am)Na,
Vo Likhna (F)Letter, Unhe Baar (C)Baar

Vo Dena (C)Tofe Me, Sone Ki (Am)Baaliya
Vo Lena (F)Doston Se, Paise U(C)Dhaar

Bas (C)Yaade, Yaade, Yaade Reh Jaa(Am)Ti Hai
Kuch (G)Chhoti, Choti, [Am]Baate Reh Jaati Hai
Bas (C)Yaadein..

Aisa Yaado (C)Ka Mausam Chala
Bhool(F)Ta Hi Nahi, Dil Me(C)Ra

Kahan Meri (C)Jeans Aur Gui(Am)Tar
Mohalle (F)Ki Vo Chhat, Aur Mere (C)Yaar
Vo Raato (C)Ko, Jaag(Am)Na,
Subah Ghar, (F)Jaana, Kood Ke Dee(C)War

Purani (C)Jeans, Aur Gui(Am)Tar

No comments:

Post a Comment